Hamari raahato kaa ghar, hamari chahto kaa ghar Hamare ghar na aayegi, kabhi khushi udhar ki Jo chandani nahi toh kya, yeh roshani hai pyaar kiĭilo ke phul khil gaye, toh fikr kya bahaar ki
Yeh int pattharo kaa ghar, hamari hasrato kaa ghar Magar yeh ghar ajib hai, jamin ke karib hai Na phul jaise raaste bane hain iske vaaste Na baadalo ke chhaanv me, na chandani ke gaanv me Yeh ghar bahut hasin hai, yeh ghar bahut hasin hai Yeh tera ghar yeh mera ghar, yeh ghar bahut hasin hai Toh pehle aake maang le, meri najar teri najar Yeh tera ghar yeh mera ghar, kisi ko dekhna ho gar